Browsing: Historic Moment in Japan
Japan ki siyasat mein aik naya daur shuru 64 saal ki Sanae Takaichi ne Japan ki pehli khatoon Wazir-e-Azam ban kar tareekh qaim kar di. Unka mission hai mulk ko siyasi scandals aur economic challenges se nikal kar stability ki raah par lana.
